Menu
blogid : 19731 postid : 790681

reader blog
reader blog
  • 4 Posts
  • 1 Comment

pata nahi hum sahi h ya nahi.

par hindi apni jagah par h nahi

kal ki hi baat lena.

par dosh us bachche ko mat dena.

jo hamare ghar ke bahar kada ro raha tha’

dekh kar use man jar jar ho raha tha

chup karane ke liye use hamane ek chocolate di

par mujhe rose chahie kah kar usne li.

“rose aana .rose milegi” .hamne bataya.

veh thda muskaya .bola -daily waa nahi ,flower wala rose chahiye

“to gulab ka phool kah kar magiye’

‘fool yah nahi aap h ‘kah kar vah bhag gaya

hame mano kath mar gaya.

rikshewala mukhya bajar nahi janta h

main market kahate hi das rupee maganta h

bus  yahi silsila chalata rahata h

ab english se jyada dar hume hindi se lagata h.

beti jo ki char sal ki h

footwear,rail jaise sabdo ka hindi meaning puchhti h

hindi ki baat nirali, usne kai bhashao ko apne me milaya h

isi ka phayada utha humne higlish se kam chalaya h

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    CAPTCHA
    Refresh